Maa Baap ki Faryaad Aulaad k naam!

Jis din tum humen boorha dekho, sabar karna aur humai samjhanay ki koshish krna.

Jab hum khaty huey gandagi karen aur apny gandy kapry badl na saken to wo waqt yaad krna jab hum tumhry gndy kapry badalwaty thy.

Jab hum koi baat bhol jaen to hum per tanz na krna aur apna bachpan yaad krna.

Jab hum brohy hokr chal na paen to hamara sahara banna aur apna pehla qadam yaad krna.

Aur agr hamary marny k baad tumhara Zameer jagay to hamari Qabar pe akr hum se thori der batein kerlena…

~~ * Respect your parents before its too late * ~~